Tuesday, April 29, 2014
Monday, October 7, 2013
Dunia Me..
Tumhaare Haal Pooch Lene Se, Konsa Haal Theek Hona Hai, Ae dost... Bas Tasalli Ho Jaati Hai, Ki Dunia Me Koi Apna Bhi Hai." "Khusi Se Beete Har Din, Har Raat Suhane Raat Ho, Jis Tarf Aap Ke Kadam Padhe, Wahaa Phoolo Ke Barsaat Ho..!
Wednesday, July 31, 2013
Nice_shayari
Bahut Udaas Hai Koi Shaks Tere Jaane Se..
Ho Sake To Laut Aa Kisi Bahane Se..
Tu Laakh Khafa Sahi Magar Ek Baar To Dekh..
Koi Toot Sa Gaya Hai Tere Chale Jaane Se..!
Ho Sake To Laut Aa Kisi Bahane Se..
Tu Laakh Khafa Sahi Magar Ek Baar To Dekh..
Koi Toot Sa Gaya Hai Tere Chale Jaane Se..!
Sad_love_shayari
Yun HumKo Sataane Ki Zaroorat Kya Thi,
Dil Mera Tod Ke Jaane Ki Zaroorat Kya Thi,
Jo Nahin Tha Ishq To Keh Diya Hota,
Humein Yun Aazmaane Ki Zaroorat Kya Thi,
Maaloom Tha Gahre Khwaab Toot Jaayenge,
Neind Mein AaKar Jagaane Ki Zaroorat Kya Thi..

Shayari SMS
Pyaar Karke Jatayein Ye Jaruri To Nahi,
Yaad Karke Koi Bataye Ye Jaruri To Nahi,
Rone Wala To Dil Me Hi Ro Leta Hai,
Aankh Me Aansoon Aayein Ye Jaruri To Nahi…
Yaad Karke Koi Bataye Ye Jaruri To Nahi,
Rone Wala To Dil Me Hi Ro Leta Hai,
Aankh Me Aansoon Aayein Ye Jaruri To Nahi…
Subscribe to:
Posts (Atom)